Song Lyrics Title = Gawah Hain Chand Taare Song Lyrics Movie = Damini 1993 Singers = Kumar Sanu, Sadhana Sargam Song Lyricists = Sameer Music Composer = Nadeem Saifi, Shravan Rathod Director = Rajkumar Santoshi Music Label = Saregama Starring = Rishi Kapoor, Sunny Deol, Meenakshi Sheshadri, Vijayendra Ghatge, Rohini Hattangadi Release on = 30th April, 1993
mp3 songs
Gawah hain, chand taare gawah hain Gawah hain, chand taare gawah hain Tere mere milan ke, apne deewanepan ke Nazare gawah hain
Gawah hain, chand taare gawah hain Gawah hain, chand taare gawah hain Tere mere milan ke, apne deewanepan ke Nazare gawah hain Gawah hain, chand taare gawah hain
Tumko rakhunga dil mein basake Meri dharkan tum ho, Dekhunga tumko shaam o shahar main Mera darpan tum ho
Tumko rakhunga dil mein basake Meri dharkan tum ho, Dekhunga tumko shaam o shahar main Mera darpan tum ho Jee na sakunga main Hoke juda
Gawah hain, chand taare gawah hain Tere mere milan ke, apne deewanepan ke Nazare gawah hain Gawah hain, chand taare gawah hain Damini, damini, damini o meri damini Damini, damini, damini o meri damini
Bhool gayee main is duniya ko Pyar hua jabse Tere siwa kuchh aur na mangoo Main to mere rab se
Bhool gayee main is duniya ko Pyar hua jabse Tere siwa kuchh aur na mangoo Main to mere rab se Seene mein armaan hain Lab pe dua
Gawah hain, chand taare gawah hain Gawah hain, chand taare gawah hain Tere mere milan ke, apne deewanepan ke Nazare gawah hain
Damini, damini, damini o meri damini Damini, damini, damini main teri damini Damini, damini, damini main teri damini.
Posted by : Priyanka Shukla
| |