Song lyrics title = Fatak Fatak Fatak Song lyrics movie = Kaminey 2009 Singers = Kailash Kher, Sukhwinder Singh Song Lyricists = Gulzar (Sampooran Singh Kalra) Music Composer = Vishal Bhardwaj Director = Vishal Bhardwaj Music Label = T-Series Starring = Shahid Kapoor, Priyanka Chopra, Amole Gupte Release on = 14th August, 2009
mp3 songs
Yeh bhanwara bhanwara aaya re, ki bhanwara bhanwara aaya re Yeh bhanwara bhanwara aaya re, bhanwara bhanwara aaya re Fatak, fatak Ki gungun karata aaya re fatak, fatak Bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re Sun sun karata galiyo se abb tak koyi na bhaaya re Fatak fatak
Are sauda kare saheli ka, sar pe tel chameli ka Are sauda kare saheli ka, sar pe tel chameli ka
Kaan me itr gayaava re fatak fatak Ki bhanwara bhanwara aaya re, ki gungun karta aaya re Ki bhanwara bhanwara aaya re, ki gungun karta aaya re Sun sun karata galiyo se abb tak koyi na bhaaya re Fatak fatak Ginati na karna isaki yaaro mein, aawaara ghumein galiyaaro mein Ginati na karna isaki yaaro mein, aawaara ghumein galiyaaro mein Yeh chipaku hamesha sataayega, yeh jaayega phir laut aayega Khun ke mele katare hai, jaan ke saare khatare Ke aaya ke aaya ke aaya raat ka jaaya re fatak fatak Ki aaya fatak ki aaya fatak ki aaya raat ka jaaya re fatak
Jitana bhi juth bole thoda hai, kidon ki basti ka makoda hai Jitana bhi juth bole thoda hai, kidon ki basti ka makoda hai Yeh raaton ka bichchhu hai kaatega, yeh zehreela hai zeher chaatega Darwaazon mein kunde do dafa karo yeh gunde yeh shaitaan ka saaya re Fatak fatak Ke bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re Ke bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re Ke bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re Yeh sun sun karat galiyo se abb tak koyi na bhaaya re Ke bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re Ke bhanwara bhanwara aaya re, gungun karta aaya re Yeh ishq nahi aasaan, aji yeh isaka khatara hai O o o o patvaar pehan jaana, yeh aag ka dariya hai Ke naiya dube na, re bhawara kaate na Ke naiya dube na, re bhawara kaate na Ke naiya dube na, re bhawara kaate na Ke naiya dube na, re bhawara kaate na Ke naiya dube na, re bhawara kaate na...
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |