free download Duniya Kismat Aur Khuda From Gumrah 1993


Song Lyrics Title : Duniya Kismat Aur Khuda
Song Lyrics Movie :Gumrah (1993)
Singer: Alka Yagnik, Asha Bhosle, Kavita Krishnamurthy, Mohammad Aziz, Roop Kumar Rathod, Talat Mahmood, Vinod Rathod
Lyricist:Anand Bakshi
Music Director:Laxmikant Kudalkar, Pyarelal
Film Director:Gurudev Bhalla, Himanshu Brahmbhatt, Mahesh Bhatt, Vijay Kumar (1)
Film Producer:Girish, Hiroo Johar, Yash Johar

mp3 songs

apni mohabbato pe, tu aitbar karna
todha sa aur mera bas intjar karna

duniya kismat aur khuda
dusman ho jaye to kya
duniya kismat aur khuda
dusman ho jaye to kya

pyar mera jhuk sakta nahi
yaar tere kadmo shiva

duniya kismat aur khuda
dusman ho jaye to kya
pyar mera jhuk sakta nahi
yaar tere kadmo ki shiva

duniya kismat aur khuda
dusman ho jaye to kya

mujhe maaro mujhe parvaah nahi
maine pyar kiya hai gunah nahi
mujhe maaro mujhe parvaah nahi
maine pyar kiya hai gunah nahi
tan par kitni chote khayi
hotho per ek bhi aah nahi nahi
ab aur koi do saja

duniya kismat aur khuda
dusman ho jaye to kya
pyar mera jhuk sakta nahi
yaar tere kadmo ki shiva

duniya kismat aur khuda
dusman ho jaye to kya

bas le ke mera naam jara
tu himmat se le kaam jara
bas le ke mera naam jara
tu himmat se le kaam jara
duniya me itna jor nahi
hum duniya se kamjor nahi
duniya choti hai ishq bada

duniya kismat aur khuda
dushaman ho jaye to kya
pyar mera jhuk sakta nahi
yaar tere kadmo ki shiva

duniya kismat aur khuda
dushaman ho jaye to kya
pyar mera jhuk sakta nahi
yaar tere kadmo ki shiva

yaar tere kadmo ki shiva
yaar tere kadmo ki shiva

Posted by: {Anju}



lowerbanner

Free Duniya Kismat Aur Khuda songs download

Recent Tag : Free Duniya Kismat Aur Khuda songs download, Duniya Kismat Aur Khuda mp3 song free download, online play Duniya Kismat Aur Khuda mp3 song, Duniya Kismat Aur Khuda lyrics, Duniya Kismat Aur Khuda from Gumrah 1993