Song Lyrics Title = Nathani Utaro - Remix Movie/album = Horn OK Pleassss (2009) Singers = Sunidhi Chauhan, Toshi Sabri Song Lyricists = Farhaad, Sajid Ali Music Director = Lalit Pandit Director = Rakesh Sarang
Mp3 Song Lyrics
((Tum jis gali se parda uthaake gujar gaye Kuchh marke jinda ho gaye, Kuchh ji ke mar gaye...
Nathani utaaro sambhal ke piya Raatein gujaaro machalake piya Niyat ka sauda hai, dekho kya jalwa hai Ji ko na maaro piya...
Niyat ka sauda hai, dekho kya jalwa hai Ji ko na maaro piya Nathani utaaro sambhal ke piya Raatein gujaaro machalake piya Niyat ka sauda hai, dekho Kya jalwa hai, ji ko na maaro piya Niyat ka sauda hai, dekho Kya jalwa hai, ji ko na maaro piya...
O yaara re, o yaara re, O yaara re, o yaara re O yaara teri preet ne maara re O yaara teri preet ne maara re Lutane bhi ik maja hai Maja hai maja hai maja hai Chadhake na utare Yeh aisa nasha hai Nasha hai nasha hai Dubkar dekh le, Mastiyon ka kunwa hai Fursat ka mauka hai, Phir kisane roka hai, Dubki lagaa lo piya Fursat ka mauka hai, Phir kisane roka hai, Dubki lagaa lo piya...
O yaara re, o yaara re Shabnam ka katra jala hai, Jala hai, jala hai, jala hai Yeh ishq meethi bala hai, Bala hai, bala hai, bala hai Jism ko sek le, dil bada diljala hai Sine mein dehka hai, jine ko kehta hai, Hasrat nikaalo piya Sine mein dehka hai, jine ko kehta hai, Hasrat nikaalo piya Nathani utaaro sambhal ke piya Raatein gujaaro machalake piya Niyat ka sauda hai, dekho kya jalwa hai, Ji ko na maaro piya Niyat ka sauda hai, dekho kya jalwa hai, Ji ko na maaro piya Ji ko na maaro piya Ji ko na maaro piya Ji ko na maaro piya...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
| |