free download Fanah Fanah Remix From Humko Deewana Kar Gaye 2006


Song Lyrics Title = fanah fanah ye dil huwa fanah - Remix 
Song Lyrics Movie = Humko Deewana Kar Gaye (2006)
Singer = Anu Malik, K. K.
Lyricist = Sameer
Music Director = Anu Malik
Film Director = Raj Kanwar
Film Producer = Raj Kanwar, Bhushan Kumar, Krishan Kumar
Film cast = Akshay Kumar, Bipasha Basu, Katrina Kaif, Anil Kapoor, Bhagyashree


mp3 songs


fanah fanah ye dil huwa fanah
fanah fanah ye dil huwa fanah
fanah fanah ye dil huwa fanah
ab ye jan le le ya rab, ya iman le le ya rab
do jahan le le ya rab ya khuda
fanah fanah ye dil huwa fanah
fanah fanah ye dil huwa fanah

har lamha tera junun sach sach
aaye kahi naa sukun sach sach
khwabo khayalo me tu hai sach sach
deewanapan kya kahu ab sach
mohabbat mohabbat hai charo taraf
kahi aur kuchh bhi dikhayi naa de
teri hi sadaye rabba har jagah
siwa tere kuchh bhi sunai naa de
ab ye jan le le ya rab, ya iman le le ya rab
do jahan le le ya rab ya khuda
ab ye jan le le ya rab, ya iman le le ya rab
do jahan le le ya rab ya khuda
fanah fanah ye dil huwa fanah
fanah fanah ye dil huwa fanah

har pal hai tera nasha sach sach
ye dil hai tujhpe fida sach sach
betab hai dhadkane bhi sach sach
kya jana tujhko pata sach sach
kabhi arsh pe to kabhi farsh pe
tera chehra aata hai mujhko najar
mohabbat me gumsum huwa iss kadar
naa aagaj anjam ki hai fikar
ab ye jan le le ya rab, ya iman le le ya rab
do jahan le le ya rab ya khuda
ab ye jan le le ya rab, ya iman le le ya rab
do jahan le le ya rab ya khuda
fanah fanah ye dil huwa fanah
fanah fanah ye dil huwa fanah
fanah fanah ye dil huwa fanah ...


Posted by : {Anamika Tyagi}


lowerbanner

Free Fanah Fanah Remix songs download

Recent Tag : Free Fanah Fanah Remix songs download, Fanah Fanah Remix mp3 song free download, online play Fanah Fanah Remix mp3 song, Fanah Fanah Remix lyrics, Fanah Fanah Remix from Humko Deewana Kar Gaye 2006