|
free download Jab Tak Hai Chaand Taare From Ishq Khuda Hai 1993
|
|
|
Song Lyrics Title : Jab Tak Hai Chaand Taare Song Lyrics Movie : Ishq Khuda Hai (1993)
mp3 songs
jab tak hai yeh chaand taare sanam jab tak hai yeh chaand taare sanam yun hi charche rahenge hamaare sanam janmo ka bandhan hai tera mera janmo ka bandhan hai tera mera har janam mein rahenge tumhaare sanam jab tak hai yeh chaand taare sanam
aashiq ki nigaahon mein shikaayat nahi hoti keh de jo jubaan se wo mohabbat nahi hoti yeh ishq toh ho jaaye hai ho jaaye hai aksar iss ishq ko kehne ki jarurat nahi hoti har janam mein mujhe ek hi kaam ho mere honto pe hamdam tera naam ho jis jagah dekhu tu mujhko aaye najar har taraf ho tumhaare nazaare sanam har taraf ho tumhaare nazaare sanam jab tak hai yeh chaand taare sanam yun hi charche rahenge hamaare sanam janmo ka bandhan hai tera mera har janam mein rahenge tumhaare sanam jab tak hai yeh chaand taare sanam
jamaane ko tere mere pyaar ki yaad aayengi baatein puraani suno waqt bhi na jise ab mita paayega teri meri prem kahaani sanam ye charrg-e-muhabbat na bujh paayega aur naam-e-mohabbat na mit paayega hum rahe na rahe yeh jamaan magar daastaan-e-mohabbat ko dohraayega daastaan-e-mohabbat ko dohraayega jab tak hai yeh chaand taare sanam jab tak hai yeh chaand taare sanam yun hi charche rahenge hamaare sanam janmo ka bandhan hai tera mera janmo ka bandhan hai tera mera har janam mein rahenge tumhaare sanam jab tak hai yeh chaand taare sanam..
Posted by : {Anamika Tyagi}
| |
|
|
Free Jab Tak Hai Chaand Taare songs download
Recent Tag : Free Jab Tak Hai Chaand Taare songs download, Jab Tak Hai Chaand Taare mp3 song free download, online play Jab Tak Hai Chaand Taare mp3 song, Jab Tak Hai Chaand Taare lyrics, Jab Tak Hai Chaand Taare from Ishq Khuda Hai 1993