free download Nazar Mein Rang From Jawan Mohabbat 1971


Song Lyrics Title = Nazar Mein Rang
Movie/album = Jawan Mohabbat (1971)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal,
Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Bhappi Sonie

Mp3 Song Lyrics

((Nazar me rang aur masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki
Nazar me rang aur masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki...

Dhua dhua ye fizaye hume bulati hai
Dhua dhua ye fizaye hume bulati hai
Ye thandi thandi hawaye hame bulati hai
Ye thandi thandi hawaye hame bulati hai
Sabhi ko bha gayi ab khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki
Nazar me rang aur masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki...

Diya paiyam hume mad bhare najaro ne
Diya paiyam hume mad bhare najaro ne
Kiya salam hume jhumati baharo ne
Kiya salam hume jhumati baharo ne
Diye jala gayi ab khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki
Nazar me rang aur masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki...

Kisi ke vaste dil bekarar rehta hai
Kisi ke vaste dil bekarar rehta hai
Koi to aayega ye intzaar rehta hai
Koi to aayega ye intzaar rehta hai
Wafa si chha gayi ab khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki
Nazar me rang aur masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki
Nazar me rang aur masti bhara tufan leke
Lo humpe aa gayi ab khair ho jawani ki...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}


lowerbanner

Free Nazar Mein Rang songs download

Recent Tag : Free Nazar Mein Rang songs download, Nazar Mein Rang mp3 song free download, online play Nazar Mein Rang mp3 song, Nazar Mein Rang lyrics, Nazar Mein Rang from Jawan Mohabbat 1971