|
free download Tune Zamane Ye Kya From Jeena Marna Tere Sang 1992
|
|
|
Song Lyrics Title = Tune Zamane Ye Kya Movie/album = Jeena Marna Tere Sang (1992) Singers = Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai) Music Director = Dilip Sen, Sameer Sen Director = Vijay Reddy
Mp3 Song Lyrics
((Zameen hash rahi hai, falak ro raha hai Mohabbat mein yeh kya sitam ho raha hai
Tune zamane yeh kya kar diya, Lau se diye ko juda kar diya Thukaraya tune agar aasman, Jayenge phir yeh sitare kahan Tune zamane yeh kya kar diya, Lau se diye ko juda kar diya Thukaraya tune agar aasman, Jayenge phir yeh sitare kahan Tune zamane yeh kya kar diya, Lau se diye ko juda kar diya...
Kya hai jalim sansar teraa pane ko pyaar Mai toh takadir se bhi ladunga sanam Dil tod ke tu gayi chhod ke, Toh bata phir mai kaise jiyunga sanam Kya jane tu kitani tuti hu main, Tujhse nahi khud se ruthi hu main Tune zamane yeh kya kar diya, Lau se diye ko juda kar diya...
Na toh teri khata na to meri khata Do dilon mein Padi duriya hain sanam Kuchh hain teri aur kuchh hain Meri ham dono ki majaburiya hain sanam Sagar se jaise kinare juda hamse Huye hain hamare juda Tune zamane yeh kya kar diya, Lau se diye ko juda kar diya Thukaraya tune agar aasman, Jayenge phir yeh sitare kahan Tune zamane yeh kya kar diya, Lau se diye ko juda kar diya...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
| |
|
|
Free Tune Zamane Ye Kya songs download
Recent Tag : Free Tune Zamane Ye Kya songs download, Tune Zamane Ye Kya mp3 song free download, online play Tune Zamane Ye Kya mp3 song, Tune Zamane Ye Kya lyrics, Tune Zamane Ye Kya from Jeena Marna Tere Sang 1992