Song Lyrics Title : Dil To Dete Nahin Song Lyrics Movie : Kaalia (1981) Singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle, Antara Chowdhury, Usha Rege Lyricist:Majrooh Sultanpuri Music Director:R D Burman Film Director:Tinnu Anand Film Producer:Iqbal Singh
mp3 songs
dil to dete nahi dil to dete nahi, kahte ho sawal achha hai dil to dete nahi, kahte ho sawal achha hai wo alag bandh ke rakha hai, jo man achha hai dil to dete nahi, kahte ho sawal achha hai wo alag bandh ke rakha hai, jo man achha hai dil to dete nahi, kahte ho sawal achha hai
jab dil manga kahte the ho ye kya nadani hai bhole pan ke din hai abhi, uthati jawani hai oo jab dil manga kahte the ho ye kya nadani hai bhole pan ke din hai abhi, uthati jawani hai kahi kho jayega, kho jayega, kahi kho jayega chij ye anmol hai, chij ye anmol hai apka khayal achha hai wo alag bandh ke rakha hai, jo man achha hai dil to dete nahi
dil me lakho kasame khakar jab jab hum aate hai ho jhuta wada karte wo hum man jate hai oo, dil me lakho kasame khakar jab jab hum aate hai jhuta wada karte wo hum man jate hai jab chaha sanam, chaha sanam jab chaha sanam, humko bahala diya humko bahala diya, yaar ye kamal achha hai wo alag bandh ke rakha hai, jo man achha hai dil to dete nahi, kahte ho sawal achha hai wo alag bandh ke rakha hai, jo man achha hai dil to dete nahi, kahte ho sawal achha hai
Posted by: {Anju}
| |