Anhonee 1952 - Download Mp3 Song

Anhonee 1952
       
       
                     Khwaja Ahmad Abbas
                              Roshanlal Nagrath
                              Satyendra Athaiya
                              Nargis, Raj Kapoor, Agha
         
       
Kaha Hai Unhone Ye Raaz Lyrics
         Song Lyrics Title  = Kaha Hai Unhone Ye Raaz E Mohabbat
Song Lyrics Movie  = Anhonee (1952)
Singers  = Lata Mangeshkar
Song Lyricists  = Satyendra Athaiya
Music Composer  = Roshanlal Nagrath (Roshan)
Director  = Khwaja Ahmad Abbas
Music Label  = Saregama
Starring  = Nargis, Raj Kapoor, Agha
Mp3 Song Lyrics
((Kaha hai unhone yeh raaz e mohabbat
Kasam hai tumhe tum kisi se na kahna
Kisi se na kahna
Meri bebasi yeh mere dil ki halat
Kasam hai tumhe tum kisi se na kahna
Kisi se na kahna
Kaha hai unhone yeh raaz e mohabbat
Kasam hai tumhe tum kisi se na kahna
Kisi se na kahna
Kasam hai unhe ae mere hakim
Tere raaz hardam chupae rahugi
Magar meri nazro pe hai tera jaado
Magar meri nazro pe hai tera jaado
Ki mushkil hai ab inka khamosh rahna
Kisi se na kahna
Yeh raaz e mohabbat
Haay kisi se na kahna
Kisi se na kahna
Kaha hai unhone yeh raaz e mohabbat
Kasam hai tumhe tum kisi se na kahna
Kisi se na kahna
Ha badi besabra hai mere dil ki maina
Jo chalati baharo qayamat se pehle
Ha mili unse najare huaa dil nisana
Mili unse najare huaa dil nisana
Naa kaam ayaa mera woh
Chhupake, chhupake rahena
Kisi se na kahna
Yeh raaz e mohabbat
Haay kisi se na kahna
Kisi se na kahna
Kaha hai unhone yeh raaz e mohabbat
Kasam hai tumhe tum kisi se na kahna
Kisi se na kahna
Meri bebasi yeh mere dil ki halat
Kasam hai tumhe tum kisi se na kahna
Kisi se na kahna.....))
Posted by : {Anamika Tyagi}
            
 
 


