Parayaa Ghar 1989 - Download Mp3 Song

Parayaa Ghar 1989
       
       
                     Kalpataru
                              Laxmikant, Pyarelal
                              Hasan Kamal
                              Rishi Kapoor, Jaya Prada
         
       
Sajna Se Milne Lyrics
         Song Title = Sajna Se Milne
Movie/Album = Parayaa Ghar (1989)
Singers = Anuradha Paudwal
Song Lyricists = Hasan Kamal
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Kalpataru
Mp3 Song Lyrics
((Sajan se milne jana hai aaj
Doli pe ho ja sawar ho
Apne piya ko lubhana hai aaj
Karle tu solah singar
Sajan se milne jana hai aaj
Doli pe ho ja sawar ho
Apne piya ko lubhana hai aaj
Karle tu solah singar
Jinse lagi lagan unse hoga milan
Apne hatho se tujhko saja dungi sakhi
Lahke kajara tera mahke gajra tera
Apni khushiya bhi tujh par luta du sakhi
Ye rup uspe lutana hai aaj
Hoga hai tujh par nisar ho
Apne piya ko lubhana hai aaj
Karle tu solah singar
Ek aati hai rut ek jati hai rut
Jisme dil khil uthe rut hai sawan wahi
Chahte hai sabhi par ye sach hai sakhi
Jisko chahe piya hai suhagan wahi
Jisko chahe piya hai suhagan wahi
Dil yu khushi se diwana hai aaj
Tujh par diya khud ko war ho
Apne piya ko lubhana hai aaj
Karle tu solah singar
Sajan se milne jana hai aaj
Doli pe ho ja sawar ho
Apne piya ko lubhana hai aaj
Karle tu solah singar...))
Posted By : {Anamika Tyagi}
            
 
 


