Anari 1959 - Download Mp3 Song

Anari 1959
       
       
                     Hrishikesh Mukherjee
                              Jaikishan , Shankar
                              Hasrat Jaipuri
                              Raj Kapoor, Nutan, Motilal
         
       
Woh Chand Khila Lyrics
         Song Lyrics Title  = Wo chand khila wo
Song Lyrics Movie  = Anari 1959
Singer  = Lata Mangeshkar, Mukesh
Music By  = Shankar Jaikishan
Lyricist  = Hasrat Jaipuri
Mp3 Song Lyrics
((woh chaand khila woh taare hanse
yeh raat ajab matwari hai) -2
samajhne waale samajh gaye hain
na samjhe
na samjhe woh anaadi hain
woh chaand khila woh taare hanse
yeh raat ajab matwari hai
samajhne waale samajh gaye hain
na samjhe, na samjhe woh anaadi hain
woh chaand khila woh taare hanse
yeh raat ajab matwari hai
(chaandi ki chamakti raahein
woh dekho jhoom jhoom ke bulaayen) -2
kirnon ne pasaari baahein
ki armaan naach naach lehraye
(baaje dil ke aar gaye yeh bahaar
ubhre hai pyaar jeevan mein) -2
woh chaand khila woh taare hanse
yeh raat ajab matwari hai
samajhne waale samajh gaye hain
na samjhe, na samjhe woh anaadi hain
woh chaand khila woh taare hanse
yeh raat ajab matwari hai
(kirnon ne chunariya taani
bahaarein kis pe aaj hain deewani) -2
chaanda ki chaal mastani
hai paagal jispe raat ki rani
(taaron ka jaal, le le dil nikaal
poochho na haal mere dil ka) -2
woh chaand khila woh taare hanse
yeh raat ajab matwari hai
samajhne waale samajh gaye hain
na samjhe, na samjhe woh anaadi hain
woh chaand khila woh taare hanse
yeh raat ajab matwari hai..))
Posted by : {Anamika Tyagi}
            
 
 


